Rock on - Socha Hai Lyrics

Here is the lyrics of Socha hai song from rock on movie.....
Movie Name : Rock On
Year of Release : 2008
Release Date : 29 August 2008
Cast : Farhan Akhtar, Nicolette Bird, Prachi Desai, Purab Kohli, Luke Kenny, Arjun Rampal, Shahana Goswami
Music Director : Shankar-Ehsaan-Loy
Banner : Excel Entertainment
Producer : Ritesh Sidhwani, Farhan Akhtar
Director : Abhishek Kapoor
Lyrics : Javed Akhtar
Singer: Farahan Akthar
aasma hai neela kyun
paani geela geela kyun
gol kyun hai zamee
silk mein hai narmi kyun
aag mein hai garmi kyun
do aur do paanch kyun nahi
ped ho gaye kam kyun
teen hain ye mausam kyun
chaand do kyun nahi
duniya mein hai jung kyun
behta laal rang kyun
sarhaden hain kyun har kahin
socha hai... ye tumne kya kabhi
socha hai... ki hain ye kya sabhi
socha hai... socha nahi to socho abhi
behti kyun hai har nadi
hoti kya hai roshni
barf girti hai kyun
dost kyun hain roothte
taare kyun hain toot-te
baadlon mein bijli hai kyun
socha hai... ye tumne kya kabhi
socha hai... ki hain ye kya sabhi
socha hai... socha nahi to socho abhi
sannata sunai nahi deta
aur hawayen dikhayi nahi deti
scha hai kya kabhi
hota hai ye kyun............
aasma hai neela kyun
paani geela geela kyun
gol kyu hai zamee
silk mein hai narmi kyun
aag mein hai garmi kyun
do aur do paanch kyun nahi
ped ho gaye kam kyun
teen hain ye mausam kyun
chaand do kyun nahi
duniya mein hai jung kyun
behta laal rang kyun
sarhaden hain kyun har kahin
socha hai... ye tumne kya kabhi
socha hai... ki hain ye kya sabhi
socha hai... socha nahi to socho abhi......
Harish
Signing Off....
Keep Rokin!!!
Ciao
Labels: Farahan Akthar, Rock on, shankar mahadevan, Socha hai lyrics, songs


